Yeh boo tou woh hai

by admin on November 25, 2009

yeh boo to woh hai

{ 8 comments… read them below or Speak your mind! }

Abidah November 25, 2009 at 12:43 pm

Ma sha’a Llah :)

I.R.Khan December 2, 2009 at 9:53 am

Jhoot kay aatay mein suchhaai namak ki soorat
par “namak” ki khoobi hay kay aatay ki “taaseer” badal saktaa hay
Aur haq tinka numa kufr kay sailaab mein hay
Magar “tinkaa” sailaab mein bhi “tayr” kar nikal saktaa hay

Yeh hay woh boo jo baarood e Inquilaab mein hay

Ayesha Shafaq December 10, 2009 at 4:17 am

Khoobsurat nazam…Allah karay wo jo silahiya bhi rakhtay hain or resources bhi, iss nazam say inspire ho kar apne watan kay liyay kuch karain, aisa kay ye zulm khatam ho…ameen.

Huma Azim December 11, 2009 at 6:35 pm

waa!
n good job Mr.IR KHAN!

Farah Scheik December 19, 2009 at 5:39 am

بہت خوب :) اور جواب بھی عمدہ دیا خان نے:)

Arsalan Abbas January 15, 2010 at 8:45 am

Khan sahab nay tashreeh ker k shayr ka asal raaz khool k samanay rakh dia hai, kia kehnay aap k is aala zouq k =)
aap sub ka, bilkhasus PYA ki team ka dil say shuker guzar hun, jo is ghazal ko is qadar pasand farmaya =)

FAhd March 8, 2010 at 3:14 am

so nice
Jhoot kay aatay mein suchhaai namak ki soorat
par “namak” ki khoobi hay kay aatay ki “taaseer” badal saktaa hay
Aur haq tinka numa kufr kay sailaab mein hay
Magar “tinkaa” sailaab mein bhi “tayr” kar nikal saktaa hay
Dear u gave me end for my one work. grt thanks.

Amna AMjad August 1, 2010 at 2:08 am

یہ بوو تو وہ ہیں جو بارود-ا-انقلاب میں ہیں MASHALLAH

Leave a Comment

Enable Google Transliteration.(To type in English, press Ctrl+g)

Previous post: Utho

Next post: Winner of IDPC ‘09 – “URDU” – Asmarah Khan